You are not logged in to Prodigits. Please register or login.
Subject: Pakistan urdu shari
Replies: 168 Views: 10667
tajali 14.01.11 - 06:47am
Ki mohammad (s.a.w)say wafa tunay. To hum taray hai yeh jahan cheez hai kya loho kalam taray hai * +
tajali 14.01.11 - 06:50am
Jo sakiyay kousar kay s.a.w charay say niqab uthay.har dil banay maikahana.har aankh ho paimana. * +
mudasiru 14.01.11 - 08:05am
_salam_na ghbrawo musalmano khuda ki shaan baqi ha_abi to qarbala ka aakhre maidaan baqi ha. * +
tajali 14.01.11 - 11:20am
Good brother * +
tajali 14.01.11 - 11:21am
Khuda likhe teri taqder tere amaal se pehle teri khwahish puri ho tere izhar se pehle ye meri dua hai tuje khushi mile kushion ke intezar se pahle. AMEEN * +
mudasiru 14.01.11 - 12:10pm
muje apno ne luta geron mei khn dm tha maire kasti whn dobi jhn pani hi kam tha. * +
mudasiru 14.01.11 - 01:29pm
MOHAMMAD(saw)ki gulami din_e_haq ki sharte awl ha_isi ma ho agar kuch khami tu sub kuch na muqammal ha. * +
tajali 14.01.11 - 03:05pm
Mohammad s.a.w seray wahdat hai.koye ramz iska kya janay.Aray shariyat mai to banda hai.haqeeqat mai khada janay. * +
+ go to page 1-24
+ my page
+ functions
3 search
4 submit a reply
7 last page
+ bookmark
8 International Forum
9 Forum Index